kabhi hum khoobsurat they
kitaaboo main basi khushboo ki manend saans sakin they 
bht se an-kahe lafzoon se tasweeren banatey they
parindo k paro pr nazam likh kr door k jheelon main basne wale logo ko 
sunatey they
 jo hum se door they lekin 
hamare pass rehte they
naye din ki musafat jab kiran k sath aagan main utarti thi
tu hum kehte they
ammi titliyun k par bht hi khubsurat hain 
hamain mathey pey bosa do
k hum ko titliyun k jugno on k dess jana hy
hamain rango k jugno roshni ki titliyaan awaaz deti hain
naye din ki musafat rang main dobi hawa k sath khirki se bolati hy

1 Comments
Your guests will be impressed by it because they enter and leave your home.
ReplyDeleteTo start with, know what project types your loved one likes.
Weight distribution can also be an offender
if not equally proportioned.
Visit my weblog slate tiles roof roanoke
-
-